Search This Blog

Saturday, August 28, 2010

Raat aur chandini hai Chords

Raat aur chandini hai , tu khoyi kahaan



Intro: Am Dm G Am F G
Am Dm G Am F G

Am............. Dm ............G........... Am
Raat aur chandini hai , tu khoyi kahaan
Am............. Dm ............G........... Am
pyar ki khusboo, main tanha yahaan

Am...................... F
Palko main ji lo main
...........E....... Am
Apni saari zindagi
Am..................... G.......... E................... F
Badla hai yeh shama , palke jo teri uthi
C ........................G.......................... F................................ Am
Bin tere jhuka main, main woh shaame bhula na saka
C ...................G............................... F................................ Am....E
Tu jo mere pass hain , ab koi na ass hai ,tu pyar mera

Raat aur chandini hai , tu khoyi kahaan
Pyar ki khusboo, main tanha yahan

Rab se hai , yeh dua, beete na raat yeh
Tham loon waqt ko , agar ho mere haath main
Dil main hai jo baatien ,aaj ki raat keh do sabhi
Khamoshi ki chadar odho kyun ho tum mujhse kadi

Raat aur chandini hai , tu khoyi kahaan
Pyar ki khusboo, main tanha yahaan

Zulfon ki chaon main, zindagi main gujar doon
Sharmaye aankhon main , yeh jahan main waar do

Tu jo mere pass hai , ab na koi na ass hai , yeh pyar hai
Deewano sa haal hai, yeh dil bekaraar hai, sun le zaara

Raat aur chandini hai , tu khoyi kahaan
Pyar ki khusboo, main tanha yahan

1 comment:

Anonymous said...
This comment has been removed by a blog administrator.